Why we don’t follow time table after making it !

Why we don’t follow time table after making it !

Dosto kya aap ke saath bhi aisa hota hai kya ki aap time table banane ke baad use follow nahi karte , ya aapne 8 – 10 baar time table bana diya aur uske baad use follow nahi kiya , aakhir kab tak ye sab karte rahoge ? kitne page aur fadoge?To aaj ki is video mai aapke liye…….
Intro Of Article – Dekho dosto jo bhi tips and tricks mai aapko batane ja  raha hoo  vo practical tips aur ye tips na to kisi book mai likhi  gayi hai aur na hi kisi ne is trick ko youtube pe bataya hai isliye ise 99% log nahi jante to chaliye guys is video ko start karte hai  
Why we don’t follow time table after making it !,time table

                                                 Lets get straight to tips -------
Routine or consistency – Basically hota kya hai ki hum time table ko sirf 1 ya 2 din follow karte hai hardly bas uske baad apne jaise fir koi follow hi nahi karta timetable . To first point yahi  kehta hai kis aapko ek routine banana padega ya fir apne task ke prati (timetable) consistent hona padega dosto . Aur ek cheej aur suno jaise hi aap rountine bana loge to time table aapki ek habbit ban jayega bass ek baar ye habbit ban gaya to aap aaram se ise follow karne lag jaoge aur kisi  din agar ise nahi bhi follow karoge to aapko lagega ki mai kya miss kar raha hoo So dosto believe me ek baar 1st point ko follow karo aapko 2 weeks mai apne aap difference dikh jayega 100%......



2 . Procastination ----- Time table banane ke baad main dikkat yahi ki hum use follow na karne ke escuses dete rehte hai aur hum yahi kehte hai “AAJ SE NAHI KAL SE FOLLOW KARUNGA” bas aaj se kal aur kal se 10 din kab ho jaate yeh pata hi nahi chalta . To first point ka main motive yahi hai ki procrastinate mat karo cheejo ko dosto … ab escuses dena band karo agar aap :APNE TIME TABLE KO ABHI FOLLOW NAHI KAR PA RAHE TO AAP ISSE KABHI FOLLOW NAHI KAR PAOGE :


3. Don’t make complex time table – Yes guys bilkul hum log kya karte hai timetable ko bahut hi complex (hard) bana dete hai jaise ki 2:15 se 3:15 science etc aisa aapko apna time table nahi banana hai For ex—aapko apna time table aisa banana hai ki jaise aaj mai 12 0 clock tak #subah ke apni math ki 1 exercise kar lunga aur fir uske baad jaise ki mai aaj sham 6 baje tak  apne science ka ek chapter padh lunga……………. Etc and all

TO AAP BATAO KI AAPKO KAISA LAGA YE BLOG ISSE FRIEND KE SAATH PLEASE SHARE KARNA
STAY TUNED WITH this website



Comments